Jabr Ka Tasalsul
Jabr kay tasalsul nay
Zabt karnay waalo'n ko
Jub kabhi baghaawat ka
Raasta dikhaaya hai
Inqelaab aaya hai !
Shehr-e-bay-sukoon mei'n
Jabr ka tasalsul hai
Har ghaRRi azziyat hai
Raahbaro'n ki qillat hai
Tabal-e-Jang bach chika
Zabt karnay waalo'n ko
Ye bhi kar dikhaana hai
Raahbari ke qaaht mei'n
Zindagi ki Qeemat par
Inqelaab lana hai.
DIY Custom Wedding Favor Stickers
-
[image: Customizable Cute Lovebirds unique Wedding Favor]
Customizable Cute Lovebirds unique Wedding Favor
by MiKaArt
7 hours ago
